SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamliik"
Ghazal MATCHES FOR "tamliik"
Ghazal
aaj KHuu.n ho ke Tapak pa.Dne ke nazdiik hai dil
nok-e-nashtar ho to haa.n qaabil-e-tahriik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Zameer Atraulvi
Ghazal
duur ho vaadii-e-majnuu.n se nikal ai vahshat
kis vasiile se milii tujh ko jahaa.n kii tamliik
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
abhii talak to na kundan hu.e na raakh hu.e
ham apnii aag me.n har roz jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
zindagii tuu kab talak dar-dar phiraa.egii hame.n
TuuTaa-phuuTaa hii sahii ghar-baar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
gar intizaar kaThin hai to jab talak ai dil
kisii ke vaada-e-fardaa kii guftuguu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
pahu.nche.nge rahguzar-e-yaar talak kyuu.n kar ham
pahle jab tak na do aalam se guzar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
taqliid kii ravish se to behtar hai KHud-kushii
rasta bhii Dhuu.nD KHizr kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
ik husn-e-be-misaal kii tamsiil ke liye
parchhaa.iyo.n pe rang giraataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
ga.e dino.n kii laash par pa.De rahoge kab talak
alam-kasho uTho ki aaftaab sar pe aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tasliim kar liyaa hai jo KHud ko charaaG-e-haq
duniyaa qadam qadam pe sabaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
'taalib' ko ye kyaa ilm, karam hai ki sitam hai
jaane ke liye ruuTh, manaane ke liye aa