SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanaab"
Ghazal MATCHES FOR "tanaab"
Ghazal
ukha.Dne vaalii thii jis dam tanaab saa.nso.n kii
dar aa.ii.n KHema-e-dil me.n bashaarate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
in aa.ndhiyo.n me.n kise mohlat-e-qayaam yahaa.n
ki ek KHema-e-jaa.n thaa so be-tanaab hu.aa
Naseer Turabi
Ghazal
khii.nch lii kis ne tanaab-e-KHema-e-sidq-o-safaa
kaun hai is dasht-e-Gam me.n be-hunar hotaa hu.aa
Prem Kumar Nazar
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
siyaah raat me.n rafiiq dushmano.n se jaa mile
mai.n hauslo.n kii TuuTtii tanaab dekhtaa rahaa
Afzaal Firdaus
Ghazal
mai.n guzre vaqt ke kis aasmaa.n me.n jiitaa huu.n
gayaa kabhii kaa havaa kii tanaab kaaT ke vo
Musavvir Sabzwari
Ghazal
jhanjhanaa uThne ko hai.n betaab tan biinaa ke taar
kaun laa.e taab husn-e-be-hijaab-e-mah-vashaa.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
ukha.D hii jaa.egaa ab saa.ibaan-e-roz-o-shab
'shamiim' bojh to zor-e-tanaab jhel gayaa
Mukhtar Shameem
Ghazal
tanaab-e-ishq tire haath hii se chhuuTii hai
tuu ek umr se mashGuul khii.nch-taan me.n thii
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
phande me.n pha.ns gayaa dil-e-naadaa.n hazaar haif
kis ko KHabar thii zulf tumhaarii tanaab hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
mai.n apne yaar kii taab-o-tapish bataa.uu.n kyaa
zamii.n pe utraa hu.aa aaftaab lagtaa hai
Raakesh ulfat
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
raat aa.ndhii aane par u.D ga.e the KHeme sab
Gaafilo.n ne mushkil se kuchh tanaab Dhuu.nDe hai.n
Zameer Atraulvi
Ghazal
na TuuT jaa.e ki naazuk hai rishta-e-anfaas
tanaab-e-KHema-e-hastii sambhaal kar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aisaa tuufaan-e-balaa-KHez hai us kaa andaaz
be-tanaab aaj miraa KHema-e-jaa.n hotaa hai
Syed Mujeebul Hasan
Ghazal
ba.iid kuchh bhii nahii.n hai hamaarii baat suno
tanaab-e-KHema-e-imkaa.n zaraa saa thaam raho
Shumama Ufuq
Ghazal
na jaane hogaa kahaa.n KHema-e-badan 'ishrat'
ki chho.Dne ko hai har ik tanaab apnii jagah
Ishrat Zafar
Ghazal
yuu.nhii fareb-e-nazar kii tanaab TuuTtii hai
qadam ba.Dhaa.iye mauj-e-saraab TuuTtii hai