SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanaab"
Nazm MATCHES FOR "tanaab"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
to.D dii bando.n ne aaqaa.o.n ke KHemo.n kii tanaab
chauthaa mushiir
Allama Iqbal
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
umuud ke is tanaab hii se utar rahe hai.n
isii ko thaame hu.e bulandii pe cha.Dh rahe hai.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
bebasi
KHema-e-Gam kii tanaab-e-reshmii.n TuuTii nahii.n
tiirgii ke raahzan ne duKHt-e-raz luuTii nahii.n
Muneer Niyazi
Nazm
aaKHiri aadmi ka rajaz
jo haath aa.ii daulat-e-Ganiim baa.nT dii ga.ii
tanaab-e-KHema-e-lisaan-o-lafz kaaT dii ga.ii
Iftikhar Arif
Nazm
jahan dariya utarta hai
tanaab-e-raah kaTtii hai kahii.n KHema ukha.Dtaa hai
vahaa.n se duur hai nadii
Akhtar Husain Jafri
Nazm
safed ghoDe par sawar ajnabi
hazaaro.n KHanjaro.n se apnii saa.ns kii tanaab ko
sambhaalne kii had me.n
Sultan Subhani
Nazm
fasla
masaafato.n kaa taviil dhaagaa agarche gole me.n aT gayaa hai
tanaab dhartii kii yuu.n khi.nchii hai
Adeeb Sohail
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jin kii raah-e-talab se hamaare qadam
muKHtasar kar chale dard ke faasle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andesha
log zaalim hai.n har ik baat kaa ta.ana de.nge
baato.n baato.n me.n miraa zikr bhii le aa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
etiraf
mai.n ki KHud apne mazaaq-e-tarab-aagii.n kaa shikaar
vo gudaaz-e-dil-e-marhuum kahaa.n se laa.uu.n