SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraane"
Ghazal MATCHES FOR "taraane"
Ghazal
viiraa.n hai.n sahn o baaG bahaaro.n ko kyaa hu.aa
vo bulbule.n kahaa.n vo taraane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
ye gul khile hai.n ki choTe.n jigar kii ubhrii hai.n
nihaa.n bahaar thii bulbul tire taraane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
na phuul murG-e-chaman apnii KHush-navaa.ii par
javaab hai.n mire naale tire taraane ke
Saail Dehlvi
Ghazal
ab zamiin gaa.egii hal ke saaz par naGme
vaadiyo.n me.n naache.nge har taraf taraane se
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
us sarzamii.n se thii jo mohabbat vo kyaa hu.ii
bachcho.n ke lab pe the jo taraane kahaa.n ga.e
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
aane vaale mausamo.n kii sar-phirii paagal hu.aa
ek din terii judaa.ii ke taraane gaa.egii
Shakeel Sarosh
Ghazal
Aqsa Faiz
Ghazal
rabaab-e-amn-o-sukuu.n ke hasiin taaro.n me.n
shikast-e-dil ke taraane talaash karte hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
vaqt-e-ruKHsat na diyaa saath zabaa.n ne lekin
ashk ban kar mirii aa.nkho.n me.n taraane aa.e
Govind Gulshan
Ghazal
ham-aavaaz hai.n aish o Gam dono.n lekin
taraane ye Thahre vo naale hu.e hai.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
gaate the kabhii vo bhii mohabbat ke taraane
mauqa jo milaa hai to galaa kaaT rahe hai.n
Ehya Bhojpuri
Ghazal
ai sarmadii taraane har shai me.n soz bhar de
ye kis ne kah diyaa hai paaband-e-saaz ho jaa
Ehsan Danish
Ghazal
Priyamvada Ilhan
Ghazal
zikr se us ke sa.nvaaraa hai suKHan ko 'haqqii'
KHush-mazaa lagte hai.n kaano.n ko taraane apne
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
saaz-e-qadiim raunaq-e-bazm-e-tarab nahii.n
mastii badal ga.ii hai taraane badal ga.e