SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraavat"
Ghazal MATCHES FOR "taraavat"
Ghazal
jaa.n-baKHsh sii us barg-e-gul-e-tar kii taraavat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
nahii.n bahaar ko fursat na ho bahaar to hai
taraavat-e-chaman o KHuubii-e-havaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na leve gar KHas-e-jauhar taraavat sabza-e-KHat se
lagaa.e KHaana-e-aa.iina me.n ruu-e-nigaar aatish
Mirza Ghalib
Ghazal
apnii aa.nkho.n me.n taraavaT aa ga.ii yak-baargii
dekh kar ye lahlahe poshaak dhaanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
ik tiraa dard saliiqe se sambhaalaa lekin
diida-e-tar se taraavat bhii chalii jaa.e agar
Tasneem Abidi
Ghazal
mai.n qatra-e-sukuu.n kii taraavaT se Dar gayaa
kaisii namii hu.ii thii galaa jaa rahaa thaa mai.n
Saqib Humraaz
Ghazal
Ahsan Imam Ahsan
Ghazal
phuulo.n kii vaadiyo.n kii taraavat milii unhe.n
aur qahr-e-reg-zaar mire naam kyuu.n hu.aa
Hamdam Kashmiri
Ghazal
apne hii KHuun-e-jigar kaa to ye faizaan nahii.n
mausam-e-gul me.n taraavat kabhii aisii to na thii
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
mere naGmaat me.n hai ashko.n kii aahaT jaise
sabza-o-gul me.n ho shabnam kii taraavaT jaise
Zeb Ghauri
Ghazal
'yaasmii.n' jin se mayassar ho taraavat aa.nkh ko
dekhnaa hai ab mujhe aisii ruto.n kaa silsila
Yasmin Barkat
Ghazal
merii aaho.n ke tarannum me.n taraavat hii sahii
saa.ns letaa huu.n to ai dost fazaa jaltii hai
Mutrib Baliyavi
Ghazal
Ghulam Mustafa Daim
Ghazal
talKHii hu.ii to lab pe taraavaT nahii.n rahii
chehre pe bhole-pan kii banaavaT nahii.n rahii