SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraavat-e-nau"
Ghazal MATCHES FOR "taraavat-e-nau"
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
jaa.n-baKHsh sii us barg-e-gul-e-tar kii taraavat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nahii.n bahaar ko fursat na ho bahaar to hai
taraavat-e-chaman o KHuubii-e-havaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
apnii aa.nkho.n me.n taraavaT aa ga.ii yak-baargii
dekh kar ye lahlahe poshaak dhaanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
honaa pa.Degaa qaa.el-e-taamiir-e-ahd-e-nau
jis din Gariib darKHur-e-imlaak ho ga.e
Shaad Aarfi
Ghazal
us kii KHushii thii baa.is-e-fat.h-e-hayaat-e-nau
jab vo hu.aa maluul mujhe haarnaa pa.Daa
Moheet Ismaeel
Ghazal
haa.e ye tarfa ma.aal-e-aarzuu-e-sub.h-e-nau
jis taraf nazre.n uThaataa huu.n fazaa masmuum hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
phailii hu.ii hai mastii-e-daam-e-bahaar-e-nau
har ik ravish hai kaif kaa saamaa.n liye hu.e
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
to karne lagte hai.n Gusl-e-talaash-e-misraa-e-nau
ham apne aap ko jab bhii puraane lagte hai.n
Ashfaq Nasir
Ghazal
Kazim Jarwali
Ghazal
Safdar Meer
Ghazal
sitam-zariifii-e-tahziib-e-nau tire qurbaa.n
ko.ii bhii shaKHs zamaane me.n mo'atabar na rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
tiraa ilaaj shifaa-gaah-e-asr-e-nau me.n nahii.n
KHirad ke ghaav tuu diivaana-pan chhupaa.egaa
Ehsan Danish
Ghazal
ba-chaashnii-e-ahd-e-nau jo baat kahte aa.e hai.n
Gam-e-jahaa.n ko dil kii kaa.enaat kahte aa.e hai.n
Nushur Wahidi
Ghazal
qafas me.n suno lo asiiraan-e-kohna
ba-har-shaaKH-e-nau aashiyaane ba.ndhe hai.n