SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraavat-e-nau"
Nazm MATCHES FOR "taraavat-e-nau"
Nazm
insan
me.amaarii-e-jahaan-e-nau is kii hai zindagii
maut is kii hai hayaat kaa chashma liye hu.e
Azeemuddin Ahmad
Nazm
goristan-e-shahi
hai nagiin-e-dahr kii ziinat hamesha naam-e-nau
maadar-e-giitii rahii aabastan-e-aqvaam-e-nau
Allama Iqbal
Nazm
pyara des
az-sar-e-nau bhaa.ii-chaara kyuu.n na ho
kyuu.n na ho ulfat adaavat kyuu.n rahe
Hamid Hasan Qadri
Nazm
aawazen
sub.h-e-nau kii taraf chal pa.De.n ba.Dh chale.n
sub.h-e-nau kii bahaaro.n ko aavaaz de.n
Payam Fatehpuri
Nazm
muntaKHab-e-rozgar abulkalam-azad
usii ne saaz-e-adab ko sadaa-e-nau baKHshii
shikasta-dil ko anokhii adaa-e-nau baKHshii
Saeed Arifi
Nazm
intizar
taalib-e-saaGar-e-nau bazm-e-kuhan hai saaqii
intizaar aaKHir-e-shab sabr-shikan hai saaqii
Fazlurrahman
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
sharaab-o-sher kii ra.ngii.n fazaa pe lahraa kar
suruud-e-KHum-kada-e-nau-bahaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
iqbaal
sone vaalo.n ko payaam-e-sub.h-e-nau detii hu.ii
KHvaab kii duniyaa uThii a.ng.Daa.iyaa.n letii hu.ii
Maikash Akbarabadi
Nazm
KHiraj-aqidat
ek KHizr-e-ahd-e-haazir ik kaliim-e-ahd-e-nau
ek sadr-e-mahfil-e-ruuhaaniyaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aa ja
kho gayaa aql kii raaho.n me.n miraa ahd-e-shabaab
az-sar-e-nau mujhe diivaana banaane aa jaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
kullu man alaiha fan
zamaana az-sar-e-nau ye gavaahii de rahaa hai
azal se taa-abad sab kuchh fanaa hai
Zahid Khan
Nazm
kirae ka makan
hai.n baam-o-dar pe ye Gaarat-gar-e-hosh
bahaar-e-bistar-o-nau-roz-e-aaGosh