SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarfa-e-sohbat"
Ghazal MATCHES FOR "tarfa-e-sohbat"
Ghazal
tarfa-e-sohbat hai ki suntaa nahii.n tuu ek mirii
vaaste tere sunaa mai.n ne sunaa kyaa kyaa kuchh
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
buu aane lagii tujh se bhii duniyaa kii mire yaar
kuchh roz mujhe sohbat-e-bad chaahiye merii
Aal-e-Umar
Ghazal
ai KHvaahish-e-yak-tarfa-e-taaraaj-e-junuu.n sun
sun dil ke qarii.n zamzama-e-kun-fayakuu.n sun
Shaista Sahar
Ghazal
sune na saaqi-e-mehvash to aur bhii achchhaa
ayaar-e-garmii-e-sohbat hai harf-e-maazuurii
Allama Iqbal
Ghazal
karuu.n 'uzr-e-tark-e-sohbat so kahaa.n vo be-dimaaGii
na Guruur-e-miirzaa.ii na fareb-naa-tavaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
Arsh Sahbai
Ghazal
daaG-e-firaaq-e-sohbat-e-shab kii jalii hu.ii
ik sham.a rah ga.ii hai so vo bhii KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kaa'ba me.n jaa rahaa to na do taa'na kyaa kahe.n
bhuulaa huu.n haqq-e-sohbat-e-ahl-e-kunisht ko
Mirza Ghalib
Ghazal
bahut din se musir is baat par vo mehrbaa.n hai
ki mai.n dil ko rahiin-e-sohbat-e-naa-shaad kar duu.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
taa kujaa afsos-e-garmii-haa-e-sohbat ai KHayaal
dil ba-soz-e-aatish-e-daaG-e-tamannaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
azaab-e-sohbat-e-naa-jins ke shikaar hai.n ham
KHudaa zamii.n pe hame.n de hamaaraa saanii bhii
Asad Badayuni
Ghazal
raqiib ko bhii hai baar un kii bazm me.n 'aaGaa'
shariik-e-sohbat-e-bos-o-kanaar ham bhii hai.n