SEARCH RESULTS
Showing search results for "tark-e-vatan"
Ghazal MATCHES FOR "tark-e-vatan"
Ghazal
Zia Asadi Sironji
Ghazal
Allama Talib Jauhari
Ghazal
jab jab bhii mai.n nai tark-e-vatan kaa kiyaa KHayaal
qadmo.n se mere gaa.nv ke raste lipaT ga.e
Zafar Kaleem
Ghazal
tark-e-vatan ke baa'd hii qadr-e-vatan hu.ii
barso.n mirii nigaah me.n diivaar-o-dar phire
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
kar rahaa huu.n dosto.n ke zo.am par tark-e-vatan
shaayad ab aaGaaz-e-daur-e-gardish-e-ayyaam hai
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
aa.ngan thaa jab talak ye na dil ko lubhaa sakaa
yaade.n vatan kii aa.ii hai.n tark-e-vatan ke ba.ad
Taseer Siddiqui
Ghazal
aa.nkh se dekh liyaa tark-e-vatan kaa manzar
ghar jahaa.n chho.D ga.e the vo kha.nDar kaisaa lagaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
havaa ke pair me.n zanjiir Daal do ba.Dh kar
ki andaliib kaa shahr-e-vatan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
kis ko ma.aluum hai.n is daur me.n aadaab-e-nazar
kaun ab marhal-e-tark-e-talab puuchhegaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
yaaraan-e-vatan ko hai Gariibo.n se kinaara
Gurbat kaa taqaazaa hai karo tark-e-vatan ab
Shola Aligarhi
Ghazal
yaaraan-e-vatan ko hai Gariibo.n se kinaara
Gurbat kaa taqaazaa hai karo tark-e-vatan ab
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
ik lafz yaad thaa mujhe tark-e-vafaa magar
bhuulaa hu.aa huu.n Thokare.n khaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
har shaKHs mo'tarif ki muhibb-e-vatan huu.n mai.n
phir 'adliya ne kyuu.n sar-e-maqtal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
baarhaa un se kiyaa tark-e-ta.alluq 'bebaak'
nii.nd kii vaadiyaa.n phir un se milaa detii hai.n