SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasarruf"
Ghazal MATCHES FOR "tasarruf"
Ghazal
vo kaun hai jo mujh pe ta.assuf nahii.n kartaa
par meraa jigar dekh ki mai.n uf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kyaa tasarruf hai tire husn kaa allaah allaah
jalve aa.nkho.n se utar kar dil-o-jaa.n tak pahu.nche
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
nigaah Daal dii jis par vo ho gayaa andhaa
nazar ne ra.ng-e-tasarruf dikhaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na jaane rut kaa tasarruf thaa yaa nazar kaa fareb
kalii vahii thii magar rang jhilmilaa.e bahut
Shakeb Jalali
Ghazal
jaanaa nahii.n kuchh juz Gazal aa kar ke jahaa.n me.n
kal mere tasarruf me.n yahii qit'a zamii.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek vo jin ke tasarruf me.n hai.n sab mai-KHaane
ek ham jin ke liye durd-e-tah-e-jaam nahii.n
Kausar Niyazi
Ghazal
aave jo tasarruf me.n mire mai-kada saaqii
ik dam me.n KHumo.n ke KHume.n in.aam karuu.n mai.n
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
ko.ii iqliim nahii.n mere tasarruf me.n magar
mujh ko aataa hai bahut farmaa.n-ravaa ho jaanaa
Sarvat Husain
Ghazal
zindagii mere tasarruf me.n thii vo kyaa kartaa
merii buniyaad me.n tuufaan thaa tum jaante the
Saeed Qais
Ghazal
ganj-e-pinhaa.n hai.n tasarruf me.n banii-aadam ke
kaan se laal ye dariyaa se guhar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye to jalvo.n kaa tasarruf hai tumhaare varna
anjuman matla-e-anvaar kahaa.n thii pahle
Jauhar Deobandi
Ghazal
dekhuu.n to kahaa.n tak vo talattuf nahii.n kartaa
aare se agar chiire to mai.n uf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
paarsaa KHvaab sabhii us ke tasarruf me.n rahe
raat bhii ho ga.ii badkaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
Khursheed Akbar
Ghazal
ko.ii naadir KHaziina hai mire dast-e-tasarruf me.n
jhapaTne ko dar-o-diivaar se baazuu nikalte hai.n
Anwar Masood
Ghazal
aa.egaa phir chaman pe tasarruf kaa vaqt bhii
pahle qafas kii aab-o-havaa dekhte chale.n
Hafeez Merathi
Ghazal
mai.n u.ngliyo.n ke tasarruf me.n raushnii rakh duu.n
badan ke zaaviye yaarab mazaaq karte hai.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
hamaare din pe zamaane kaa jo tasarruf ho
hamaarii raat hai aur ham tumhaare shaam ke baad