SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasarruf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tasarruf"
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
betaab na ho maarka-e-biim-o-rajaa dekh!
hai.n tere tasarruf me.n ye baadal ye ghaTaa.e.n
Allama Iqbal
Ghazal
vo kaun hai jo mujh pe ta.assuf nahii.n kartaa
par meraa jigar dekh ki mai.n uf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Qita
mustanad ahl-e-zabaa.n KHaas hai.n dillii vaale
is me.n Gairo.n kaa tasarruf nahii.n maanaa jaataa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kyaa tasarruf hai tire husn kaa allaah allaah
jalve aa.nkho.n se utar kar dil-o-jaa.n tak pahu.nche
Hafeez Hoshiarpuri
PAGE MATCHES FOR "tasarruf"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tasarruf"
Sher
Abdul Hamid Adam
Ghazal
nigaah Daal dii jis par vo ho gayaa andhaa
nazar ne ra.ng-e-tasarruf dikhaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Nazm
use maine nahin dekha
ki mere naam ke piichhe mirii tasviir kaisii hai
mire KHat bhii nahii.n us ke tasarruf me.n
Abbas Tabish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jaanaa nahii.n kuchh juz Gazal aa kar ke jahaa.n me.n
kal mere tasarruf me.n yahii qit'a zamii.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
na jaane rut kaa tasarruf thaa yaa nazar kaa fareb
kalii vahii thii magar rang jhilmilaa.e bahut
Shakeb Jalali
Ghazal
ek vo jin ke tasarruf me.n hai.n sab mai-KHaane
ek ham jin ke liye durd-e-tah-e-jaam nahii.n
Kausar Niyazi
Ghazal
aave jo tasarruf me.n mire mai-kada saaqii
ik dam me.n KHumo.n ke KHume.n in.aam karuu.n mai.n

