SEARCH RESULTS
Showing search results for "tashaffii"
Ghazal MATCHES FOR "tashaffii"
Ghazal
jaise jaise jism tashaffii paataa jaataa hai
vaise vaise qalb se duurii ba.Dhtii jaatii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
na tasallii na tashaffii na ko.ii pyaar kii baat
tujh ko kyaa miltaa hai kaafir hame.n ta.Dpaane me.n
Khar Dehlavi
Ghazal
har aan tasallii hai har lahza tashaffii hai
har vaqt hai dil-juu.ii har dam hai.n mudaaraate.n
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
jaa.iye bhii kyuu.n mujhe jhuuTii tashaffii diijiye
aap se aur mere dil kii tarjumaanii ho chukii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ta.ane be-sabr yuu.n ke haa.e tashaffii ke evaz
aur dikhte hu.e dil ko vo dukhaane aa.e
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
apnaa biimaar hai dil ishq kaa biimaar nahii.n
KHud tashaffii ke sivaa hijr kaa aazaar nahii.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
ulfat hai kisii me.n na muravvat hai kisii me.n
bas dil kii tashaffii hai mulaaqaat kii duniyaa
Samia Naseem
Ghazal
jab ek dafa se na hu.ii utnii tashaffii
phir saare ke saare ko dobaara hii kiyaa hai
Gul Faraz
Ghazal
Yousuf Bin Mohammad
Ghazal
mujh ko tashaffii-e-abadii kis ne baKHsh dii
Duubaa hu.aa thaa mai.n araq-e-infi.aal me.n
Hirman Khairabadi
Ghazal
raahat-e-qalb-o-nazar tum ho tashaffii bhii tumhii
aur tum mere liye vaj.h-e-pareshaanii bhii ho
athar shakeel
Ghazal
un ko mimbar kii bulandii se tashaffii na hu.ii
jin kii aavaaz pe tahriik kaa sar jaage hai
Shamim Anwar
Ghazal
tashaffii kar lo dil kii faal hii se aas ba.ndh jaa.e
kab aa.egii ko.ii saa.at suhaanii dekhte jaa.o
Abdul Ghafoor Saqi
Ghazal
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
kyaa nigaaho.n kii tashaffii ho ki bazm-e-dahr me.n
saamne aataa hai har manzar miraa dekhaa hu.aa
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
KHvaab ho gar silsila jaarii rakhe.n tahriir kaa
kuchh tashaffii hotii hai is naama-o-paiGaam se
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
kab tirii yaad ne zaKHmo.n pe na rakkhaa marham
kab tiraa zikr mujhe vaj.h-e-tashaffii na hu.aa