SEARCH RESULTS
Showing search results for "tashriih"
Ghazal MATCHES FOR "tashriih"
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
har gosha-e-maGrib me.n har KHitta-e-mashriq me.n
tashriih digar-guu.n hai ab tere payaamo.n kii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tire na aane kii tashriih kuchh zaruurii nahii.n
ki tere aate hii duniyaa badal bhii saktii hai
Aleena Itrat
Ghazal
'taalib' tire jazbaat kii tashriih to kar duu.n
Dar hai kabhii ho jaa.e na tash.hiir kisii kii
Talib Baghpati
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n ki taabiir hii nahii.n mumkin
vo mere KHvaab kii tashriih chaahe jab bhii kare.n
Abhishek Shukla
Ghazal
mai.n apnii zaat kii tashriih kartaa phirtaa thaa
na jaane phir kahaa.n aavaaz kho ga.ii merii
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
ik kitaab-e-sad-hunar tashriih-e-zaa.il kaa shikaar
ek mohmal baat jaaduu kaa asar kartii hu.ii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
mire dil ke Tuk.De kiye jaa rahe hai.n
mohabbat kii tashriih farmaa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
khol kar kiijiye tashriih-e-sar-e-misra-e-zulf
is navishte me.n kuchh ib.haam abhii baaqii hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
abas hai dosto tashriih-e-vaada-e-fardaa
ab is kaa zikr bhii hotaa hai naagavaar mujhe
Ajiz Matvi
Ghazal
har-chand haal-e-diida-o-dil ham kahaa kiye
tashriih-e-kaifiyaat-e-mohabbat na kar sake
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
Mehboob Rahi
Ghazal
zindagii aur bhii tashriih-talab hai yaaro
Gam ke tapte hu.e lamhaat kii baate.n na karo
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
har ek baat kii tashriih to nahii.n hotii
kabhii to baat ko samjhaa karo ishaaro.n me.n
Abdussamad Khan Qaiser
Ghazal
kyaa tirii shoKHii-e-guftaar kii tashriih karuu.n
kitnii shiiriinii hai aur kaisaa namak hai saaqii
Ehsas Muradabadi
Ghazal
kuchh is andaaz se tartiib diyaa hai mai.n ne
tum se tashriih na hogii mire afsaane kii
Aziz Warsi
Ghazal
matn ko husn ke eraab ataa ham ne kiye
ham se tashriih talab jism kii aayaat kare.n