SEARCH RESULTS
Showing search results for "tayyaare"
Ghazal MATCHES FOR "tayyaare"
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
u.Daan bharne lage hai.n tuyuur-o-tayyaare
qariib-o-duur se sailaab dekhne ke liye
Alam Khursheed
Ghazal
Khaleel Rampuri
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
rahii na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhii
to kis umiid pe kahiye ki aarzuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aate jaate pal ye kahte hai.n hamaare kaan me.n
kuuch kaa ailaan hone ko hai tayyaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
ek ik kar ke hu.e jaate hai.n taare raushan
merii manzil kii taraf tere qadam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
taqaaze kyuu.n karuu.n paiham na saaqii
kise yaa.n fikr-e-besh-o-kam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jo fasl KHvaab kii tayyaar hai to ye jaano
ki vaqt aa gayaa phir dard ko.ii bone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
arbaab-e-havas haar ke bhii jaan pe khele
kam-taala.i-e-aashiq-e-jaa.n-baaz to dekho