SEARCH RESULTS
Showing search results for "tazabzub"
Ghazal MATCHES FOR "tazabzub"
Ghazal
mai.n teraa naam le ke tazabzub me.n pa.D ga.ii
sab log apne apne 'aziizo.n ko ro liye
Parveen Shakir
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
ko.ii to shahr-e-tazabzub ke saakino.n se kahe
na ho yaqiin to phir mo.ajiza na maa.nge ko.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
chho.D jaataa hai tazabzub me.n vo mujh ko 'faisal'
daastaa.n aadhii sunaataa hai chalaa jaataa hai
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
ye bol kar vo tazabzub me.n mujh ko Daal gayaa
mai.n jaa rahaa huu.n faqat terii behtarii ke liye
Areeb Usmani
Ghazal
dil tazabzub me.n hii rahtaa hai ba-vaqt-e-paimaa.n
lafz dekhe ki ruKH-e-yaar kii ra.ngat dekhe
Akram Mahmud
Ghazal
yak-tarfa mohabbat ke tazabzub se to nikluu.n
is raaz se parda vo haTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
to.Dnaa hai jo ta'alluq to tazabzub kaisaa
shaaKH-e-ehsaas pe kyaa baar banaayaa hu.aa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
dil hai ki ko.ii faisla kar hii nahii.n paataa
ik mauj-e-tazabzub ke uchhaale hu.e ham hai.n
Ashfaq Husain
Ghazal
jab iKHtiyaar thaa tum faisla sunaa dete
tamaam umr tazabzub me.n kyo.n rakkhaa aaKHir
Munir Anwar
Ghazal
kitnii pyaarii hai vo ma.asuum tamannaa ai dost
jo tazabzub kii fazaa.o.n me.n javaa.n hotii hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
Atique Asar
Ghazal
ham ahl-e-tazabzub kaa fasaana bhii ajab hai
kaafir hii bane hai.n na musalmaan abhii tak
Dr. Azam
Ghazal
mai.n aasaa.n bhii kaThin bhii magar tum kaun mere
mai.n aap apnaa tazabzub KHud apnaa faisla mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
kyuu.n tazabzub me.n na ho.n is daur ke ahl-e-nazar
gumrahii hai aagahii kaa falsafa o.Dhe hu.e
Zafar Moradabadi
Ghazal
parda-e-dil se sadaa yaar kii aa hii jaatii
ham tazabzub me.n rahe us ko pukaaraa hii nahii.n