SEARCH RESULTS
Showing search results for "tazabzub"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tazabzub"
Nazm
ai mere sare logo
phir vahii KHauf kii diivaar tazabzub kii fazaa
phir vahii aam hu.ii.n ahl-e-riyaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n teraa naam le ke tazabzub me.n pa.D ga.ii
sab log apne apne 'aziizo.n ko ro liye
Parveen Shakir
Ghazal
Iftikhar Arif
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tazabzub"
Ghazal
ko.ii to shahr-e-tazabzub ke saakino.n se kahe
na ho yaqiin to phir mo.ajiza na maa.nge ko.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
chho.D jaataa hai tazabzub me.n vo mujh ko 'faisal'
daastaa.n aadhii sunaataa hai chalaa jaataa hai
Faisal Imtiyaz Khan
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
peshvaa.o.n kii nigaaho.n me.n tazabzub paa kar
TuuTtii raat ke saa.e me.n sahar Duub ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Farah iqbal
Nazm
nae sur ki tamsil
jis me.n koh-e-tazabzub kii KHushbuu bhii hai
ahd-o-paimaa.n kaa jaaduu bhii
Akhtar Usman
Ghazal
ye bol kar vo tazabzub me.n mujh ko Daal gayaa
mai.n jaa rahaa huu.n faqat terii behtarii ke liye
Areeb Usmani
Ghazal
dil tazabzub me.n hii rahtaa hai ba-vaqt-e-paimaa.n
lafz dekhe ki ruKH-e-yaar kii ra.ngat dekhe
Akram Mahmud
Ghazal
yak-tarfa mohabbat ke tazabzub se to nikluu.n
is raaz se parda vo haTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
dil hai ki ko.ii faisla kar hii nahii.n paataa
ik mauj-e-tazabzub ke uchhaale hu.e ham hai.n
Ashfaq Husain
Ghazal
jab iKHtiyaar thaa tum faisla sunaa dete
tamaam umr tazabzub me.n kyo.n rakkhaa aaKHir
Munir Anwar
Ghazal
to.Dnaa hai jo ta'alluq to tazabzub kaisaa
shaaKH-e-ehsaas pe kyaa baar banaayaa hu.aa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
kitnii pyaarii hai vo ma.asuum tamannaa ai dost
jo tazabzub kii fazaa.o.n me.n javaa.n hotii hai