SEARCH RESULTS
Showing search results for "tazkire"
Ghazal MATCHES FOR "tazkire"
Ghazal
ye log tazkire karte hai.n apne logo.n ke
mai.n kaise baat karuu.n ab kahaa.n se laa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
sar-e-bazm hai.n yahii tazkire ki buraa huu.n mai.n
miraa jurm hai ki mai.n bevafaa nahii.n ho sakaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
hone do ho rahe hai.n jo ulfat ke tazkire
big.Doge tum to baat banaa.ii na jaa.egii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Diary me.n likh ke mere tazkire rakh chho.Dnaa
phir kabhii un par lagaa kar haashiye rakh chho.Dnaa
Hasan Nasir
Ghazal
tazkire husn ke sun husn kaa dil-daada na ban
ba.az baato.n ke to sun.ne me.n mazaa hotaa hai
Safi Aurangabadi
Ghazal
mohabbat aur javaanii ke tazkire na karo
kisii sataa.e hu.e ko bahut sataa.o nahii.n
Akhtar Ansari
Ghazal
suluuk me.n bhii vahii tazkire vahii tash.hiir
kabhii to ko.ii ik ehsaan Gaa.ebaana kare
Iftikhar Arif
Ghazal
kitaab-e-ziist ke unvaa.n badal ga.e lekin
nisaab-e-jaa.n se kabhii us ke tazkire na ga.e
Raees Warsi
Ghazal
Asrar Zaidi
Ghazal
dil hai udaas ab to is tazkire ko badlo
kyo.n ho musir ki sun lo us bevafaa kii baate.n
Dua Ali
Ghazal
ham na ho.nge to hame.n yaad karoge yaaro
tazkire ho.nge yahii jab bhii miloge yaaro