SEARCH RESULTS
Showing search results for "teame.n"
Ghazal MATCHES FOR "teame.n"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dard kii saarii tahe.n aur saare guzre haadse
sab dhu.aa.n ho jaa.e.nge ik vaaqi.a rah jaa.egaa
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
rau me.n hai raKHsh-e-umr kahaa.n dekhiye thame
ne haath baag par hai na paa hai rikaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
paanii me.n vo kashish hai ki allaah kii panaah
rassii kaa haath thaame gha.Daa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
belche laa.o kholo zamii.n kii tahe.n
mai.n kahaa.n dafn huu.n kuchh pataa to chale
Kaifi Azmi
Ghazal
'beKHud' yahii to umr hai aish o nashaat kii
dil me.n na apne tauba kii Thaane.n abhii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
shor thame to shaayad sadiyaa.n biit chukii hai.n
ab tak lekin sahmaa sahmaa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
vaqt kii Dor ko thaame rahe mazbuutii se
aur jab chhuuTii to afsos bhii is kaa na hu.aa
Shahryar
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kahii.n hamaaraa talaatum thame to faisla ho
ham apnii mauj me.n kyaa kyaa bahaane lag ga.e hai.n
Azhar Faragh
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
tuu vo mahtaab take.n raah ujaale terii
mai.n vo suuraj ki a.ndheraa hai muqaddar meraa
Bashar Nawaz
Ghazal
shikasta rishto.n kii haatho.n me.n Dor thaame hu.e
mai.n puuchhtaa huu.n mire dosto sabab tum se