SEARCH RESULTS
Showing search results for "tel"
Ghazal MATCHES FOR "tel"
Ghazal
ai ashk-e-garm maa.nd na pa.D jaa.e raushnii
phir tel ho chukaa hai dil-e-daaG-daar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
ye dasht tel kaa pyaasaa na thaa KHudaa-vandaa
yahaa.n to chaar chhe dariyaa hame.n bahaane the
Mohammad Alvi
Ghazal
ghar-ghar dukh-sukh kaa ik diipak jale bujhe
har diipak me.n tel aur baatii ham dono.n
Bashir Badr
Ghazal
jafaa kii ek hii tiilii se kaam ho jaataa
ki puure bhiige hu.e the anaa ke tel me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
Hamdam Kashmiri
Ghazal
tumhaare apne lage hai.n tumhe.n giraane me.n
zamii.n pe tel lagaa hai sa.nbhal sakoge kyaa
Raakesh ulfat
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
kisii ke ishq kii mannat kaa tel hai us me.n
isii liye to diyaa aastaa.n se la.Dtaa hai
Jabbar Wasif
Ghazal
mohabbat sirf kahne ko ta'alluq tel paanii saa
riyaazat umr bhar karte rahe be-kaar jismo.n kii
Sabahat Urooj
Ghazal
Nazeer Nazar
Ghazal
Daalaa gayaa jo tel to lau tez ho ga.ii
bujhte hu.e charaaG ko jalnaa bhii aa gayaa