SEARCH RESULTS
Showing search results for "tevar"
Ghazal MATCHES FOR "tevar"
Ghazal
tum mirii aa.nkh ke tevar na bhulaa paa.oge
an-kahii baat ko samjhoge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
charaaG dil kaa muqaabil havaa ke rakhte hai.n
har ek haal me.n tevar balaa ke rakhte hai.n
Hastimal Hasti
Ghazal
sahraa-sahraa kahne se gulzaar badalte na.ii.n
dekh ke tevar dushman ke ham yaar badalte na.ii.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
is vaqt apne tevar puure shabaab par hai.n
saare jahaa.n se kah do ham inqalaab par hai.n
Kunwar Bechain
Ghazal
ba.Dh kar kisii se haath milaane nahii.n ga.e
tevar vahii hai.n ab bhii puraane nahii.n ga.e
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
ai husn zamaane ke tevar bhii to samjhaa kar
ab zulm se baaz aa jaa ab jaur se tauba kar
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
in logo.n me.n rahne se ham beghar achchhe the
kuchh din pahle tak to sab ke tevar achchhe the
Faisal Ajmi
Ghazal
aa.ndhii kaa kar KHayaal na tevar havaa ke dekh
diivaar ret kii sahii uu.nchii uThaa ke dekh
Sabir Zahid
Ghazal
tevar tire ai rashk-e-qamar dekh rahe hai.n
ham shaam se aasaar-e-sahar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
phir se badle yahaa.n tahziib ne tevar apne
noch kar phe.nk diye jism se zevar apne
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
chitvan jo qahr kii hai to tevar jalaal ke
matlab ye hai ki rakh de kaleja nikaal ke
Mubarak Azimabadi
Ghazal
achchhe nahii.n hai.n vaqt ke tevar mire aziiz
rahnaa hai apnii khaal ke andar mire aziiz