SEARCH RESULTS
Showing search results for "thamtaa"
Ghazal MATCHES FOR "thamtaa"
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
lab band ho.n to rauzan-e-siina ko kyaa karuu.n
thamtaa to mujh se naala-e-aatish-inaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
jab paas raat rahnaa aataa hai yaad us kaa
thamtaa nahii.n hai ronaa do dopahar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kinaare ko bachaa.uu.n to nadii jaatii hai mujh se
nadii ko thaamtaa huu.n to kinaaraa jaa rahaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
naala ruktaa hai to sar-garm-e-jafaa hotaa hai
dard thamtaa hai to be-dard KHafaa hotaa hai
Mirza Hadi Ruswa
Ghazal
lab band huu.n to rauzan-e-siina ko kyaa karuu.n
thamtaa to mujh se naala-e-aatish-inaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
anjaam ye hu.aa hai dil-e-be-qaraar kaa
thamtaa nahii.n hai paa.nv hamaare Gubaar kaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
Mohammad Askari Arif
Ghazal
mai.n ko.ii haath bhii thaamuu.n to ye dil thamtaa hai
mujh se qismat ke sitaare nahii.n dekhe jaate
Waqar Khan
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
mirii aa.nkho.n kaa ye dariyaa ajab hai
ki bahtaa hai to phir thamtaa nahii.n hai
Sabihuddin Shoaiby
Ghazal
mire KHudaa nahii.n thamtaa ye zulm kaa tuufaan
aur us ke saamne musht-e-Gubaar ya.anii mai.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
KHatm hote hu.e aa.nsuu ho.n ki thamtaa hu.aa dard
ham se ab aur sazaa.e.n nahii.n dekhii jaatii.n
Farhat Zahid
Ghazal
shor-e-da.avaa-e-anal-haq hai ki thamtaa hii nahii.n
ko.ii suntaa hii nahii.n merii kahaanii ya.anii
Muhib Aarfi
Ghazal
ab ye hai ki thamtaa hu.aa dariyaa hai tirii yaad
be-faiz ye dariyaa kabhii aisaa bhii nahii.n thaa