SEARCH RESULTS
Showing search results for "the tareekh e sher shahi volume 002 ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "the tareekh e sher shahi volume 002 ebooks"
Ghazal
mahfil KHushiyaa.n shor-sharaaba ek taraf
lekin aa.nkho.n kaa sannaaTaa ek taraf
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
shor yuu.nhii na parindo.n ne machaayaa hogaa
ko.ii jangal kii taraf shahr se aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
hausla de de ke uu.nchaa meraa sar us ne kiyaa
zulm ke aage mujhe siina-sipar us ne kiyaa
Khalish Barodvi
Ghazal
ye baat alag hai miraa qaatil bhii vahii thaa
is shahr me.n taariif ke qaabil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
shahr me.n chhaa.ii hu.ii diivaar-taa-diivaar thii
ek pathriilii KHamoshii paikar-e-guftaar thii
Ashhar Hashmi
Ghazal
nuqsaan kyaa bataa.e.n hamaaraa kiyaa bahut
is kaarobaar-e-dil ne KHasaaraa kiyaa bahut
Obaid Siddiqi
Ghazal
sahne ko hijr jab bhii tamannaa maziid kii
mai.n ne vajuud-e-sher se lazzat kashiid kii
Tariq Jawed
Ghazal
har iraada muzmahil har faisla kamzor thaa
duur rah kar tum se apnaa haal hii kuchh aur thaa
Shahid Meer
Ghazal
shahr-e-shor-o-shar tanhaa ghar ke baam-o-dar tanhaa
tum nahii.n to lagtaa hai aalam-e-bashar tanhaa
Rifat Sarosh
Ghazal
ghar ghar hame.n qayaam bhii aa.e safar bhii aa.e
ham shaam shaam karte the aur shaam kar bhii aa.e
Shaheen Abbas
Ghazal
haa.e vo yaad kahaa.n hai ki KHudaa KHair kare
dil me.n phir amn-o-amaa.n hai ki KHudaa KHair kare
Sunil Kumar Jashn
Ghazal
Abbas Rizvi
Ghazal
mujh saa betaab yahaa.n ko.ii nahii.n mere sivaa
ya.anii barbaad-e-jahaa.n ko.ii nahii.n mere sivaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
hijr-o-hijrat ke hu.e vaa'da-o-vaslat ke hu.e
shukr hai ham bhii kisii shor-o-shikaayat ke hu.e
Shaheen Abbas
Ghazal
taaKHiir thii chaman me.n faqat tere pair kii
KHushbuu ne saa.ato.n me.n zamaano.n kii sair kii
Zubair Hamza
Ghazal
din me.n charaaG-e-shaam jalaayaa thaa un dino.n
ik shaKHs mere shahr me.n aayaa thaa un dino.n