SEARCH RESULTS
Showing search results for "thuuk"
Ghazal MATCHES FOR "thuuk"
Ghazal
luqma halaal kaa jo milaa ahl-kaar ko
us ne chabaa ke thuuk diyaa paan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
kar dostii bhii zulm se aur dushmanii bhii rakh
chehre pe thuuk paa.nv pe dastaar phe.nk de
Shahzad Ahmad
Ghazal
vo haal hai ki haal jo dekhuu.n to dil kahe
maazii pe apne thuuk vafaa.o.n pe KHaak Daal
Shadab Javed
Ghazal
Maroof Dehlvi
Ghazal
pa.Dtaa rahtaa hai aksar ye daura mujh par
mai.n duniyaa par thuuk rahaa huu.n duniyaa mujh par
Shariq Kaifi
Ghazal
haif-sad-haif ki naa-qadri-e-fan ke haatho.n
kitne fankaar lahuu thuuk ke mar jaate hai.n
Masoom Sharqi
Ghazal
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab ye bhii nahii.n Thiik ki har dard miTaa de.n
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ajab charaaG huu.n din raat jaltaa rahtaa huu.n
mai.n thak gayaa huu.n havaa se kaho bujhaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
haa.n Thiik hai mai.n apnii anaa kaa mariiz huu.n
aaKHir mire mizaaj me.n kyuu.n daKHl de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
bichha.D kar us kaa dil lag bhii gayaa to kyaa lagegaa
vo thak jaa.egaa aur mere gale se aa lagegaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
thak gayaa mai.n karte karte yaad tujh ko
ab tujhe mai.n yaad aanaa chaahtaa huu.n