SEARCH RESULTS
Showing search results for "tifl-e-naadaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "tifl-e-naadaa.n"
Ghazal
mai.n rotaa thaa ba-tarz-e-tifl-e-naadaa.n
ba.Dii mushkil se bahlaayaa gayaa huu.n
Azeez Moradabadi
Ghazal
vo din bhii ko.ii duur nahii.n ai dil-e-‘naadaa.n’
ye tohmate.n bhii ho.ngii mirii zaat kaa zevar
Inder Sauroop Datt Nadan
Ghazal
aa.o 'naadaa.n' aaj us naasuur kaa maatam kare.n
jo KHiraaj-e-zindagii le kar bhii ham ko khaa gayaa
Inder Sauroop Datt Nadan
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
shikast-o-fat.h kaa zimma nahii.n dil-e-naadaa.n
la.De hazaar me.n ye kaam hai sipaahii kaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shiddat-e-zabt kii lazzat ko ghaTaa detii hai.n
aa.nkhe.n naadaan hai.n kyo.n ashk bahaa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vo tifl-e-maktab-e-rasm-e-vafaa hamii.n to na the
jo apnii yaado.n kaa mela lagaa ke baiTh rahe
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
yuu.n lagaa rakhii hai dil se zindagii kii aarzuu
jaise tifl-e-jaa.n-ba-lab mazduur kii aaGosh me.n
Abdur Rauf Shahid Ansari
Ghazal
galii me.n taak me.n baiThe hai.n tifl-e-sa.ng-ba-dast
ai merii KHvaahish-e-ayyaar aa.ngano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkho.n ne be-qaraarii-e-tifl-e-sarishk se
paidaa kiyaa hai ma.adan-e-siimaab kaa KHavaas
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
paa.nv me.n ghuumtii hai zamii.n aasmaa.n talak
is tifl-e-shiir-KHvaar kii raftaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
hai fard fard yahaa.n tifl-e-laa-shu'uur 'sharar'
jahaa.n khilaune bike.n vo dukaan hai duniyaa