SEARCH RESULTS
Showing search results for "tiir"
Ghazal MATCHES FOR "tiir"
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aag dozaKH kii bhii ho jaa.egii paanii paanii
jab ye aasii araq-e-sharm se tar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
nafrato.n ke tiir khaa kar dosto.n ke shahr me.n
ham ne kis kis ko pukaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
miraa dushman sunaa hai kal se bhuukaa la.D rahaa hai
ye pahlaa tiir us ko naashte me.n jaa lagegaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
abruu se hai kyaa us nigah-e-naaz ko paivand
hai tiir muqarrar magar is kii hai kamaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tirchhe tirchhe tiir nazar ke lagte hai.n
siidhaa siidhaa dil pe nishaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
ab aayaa tiir chalaane kaa fan to kyaa aayaa
hamaare haath me.n KHaalii kamaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n tire pyaar kaa aa.nsuu aa.e
ko.ii KHushbuu mai.n lagaa.uu.n tirii KHushbuu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
dushmano.n ke saath mere dost bhii aazaad hai.n
dekhnaa hai khii.nchtaa hai mujh pe pahlaa tiir kaun