SEARCH RESULTS
Showing search results for "tikiyaa"
Ghazal MATCHES FOR "tikiyaa"
Ghazal
kal dopahar ajiib sii ik be-dilii rahii
bas tiiliyaa.n jalaa ke bujhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
chamak rahaa hai ufuq tak Gubaar-e-tiira-shbii
ko.ii charaaG safar par ravaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
shaiKH-saahib barhaman se laakh barte.n dostii
be-bhajan gaa.e to mandir se Tikaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
dayaar-e-nuur me.n tiira-shabo.n kaa saathii ho
ko.ii to ho jo mirii vahshato.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ek to sharm aap kii aur us pe takiya darmiyaa.n
dono.n diivaaro.n me.n ik diivaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
un ke abruu-e-KHamiida kii tarah tiikhaa hai
apnii aa.nkho.n me.n ba.Dii der chhupaa eid kaa chaa.nd
Saghar Siddiqui
Ghazal
so.e kahaa.n the aa.nkho.n ne takiye bhigo.e the
ham bhii kabhii kisii ke liye KHuub ro.e the
Bashir Badr
Ghazal
badalnaa karvaT aur takiya mire pahluu me.n rakh denaa
vo sonaa aap aur meraa jagaanaa yaad aataa hai
Nizam Rampuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
nahii.n aataa ise takiya pe aaraam
ye sar paa.nv se tere hil rahaa hai