SEARCH RESULTS
Showing search results for "tilism-e-sim-sim"
Ghazal MATCHES FOR "tilism-e-sim-sim"
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
ai siim-tan tujhe gul-pairahan kahaa jaa.e
ki aaftaab kii pahlii kiran kahaa jaa.e
Arshad Nazar
Ghazal
safed phuul mile shaaKH-e-siim-bar ke mujhe
KHizaa.n ko kuchh na milaa be-libaas kar ke mujhe
Wazir Agha
Ghazal
Thahre hai.n zar-o-siim ke haqdaar tamaashaa.ii
aur maar-e-siyah ham ne dafiine se nikaalaa
Iqbal Sajid
Ghazal
jis kaa e.azaaz tire dar kii gadaa.ii ho use
umr-bhar KHuu-e-zar-o-siim kahaa.n hotii hai
Sarwar Arman
Ghazal
'raahii' 'azaab-e-aagahii mushkil thaa is liye
duniyaa me.n justujuu-e-zar-o-siim kii ga.ii
Riaz Rahi
Ghazal
ik KHvaab zar-o-siim se ghar bhar ga.e saare
ab ko.ii yahaa.n nii.nd kaa maaraa nahii.n hogaa
Abrar Ahmad
Ghazal
raqs kartaa hai zar-o-siim kii jhankaar pe fan
marmarii.n farsh pe bajte hu.e ghu.nghruu kii tarah
Iqbal Mahir
Ghazal
mard-e-darvesh kaa sarmaaya hai aazaadii o marg
hai kisii aur kii KHaatir ye nisaab-e-zar-o-siim
Allama Iqbal
Ghazal
aur hai.n vo jo zar-o-siim pe rakhte hai.n nazar
ham to insaan ko kirdaar se pahchaante hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
parakh sake jo mujhe vo nigaah-e-paak kahaa.n
judaa 'amii.n' hai zar-o-siim se iyaar maraa
Ameen Hazin
Ghazal
husn-o-jamaal surKH lab-o-siim khaal aur
us ko nigaah-e-yaar me.n chilman bhii chaahiye
Momin Hindi
Ghazal
ik roz zar-o-siim ke ambaar bhii the hech
bikne pe jo aayaa huu.n to kau.Dii pe bikaa huu.n
Fakhr Zaman
Ghazal
aayaa hai mujh ko ek but-e-siim-bar se KHat
mai.n kyo.n javaab me.n na likhuu.n aab-e-zar se KHat
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
vo husn-e-siim-tan hai aur mai.n huu.n
tar-o-taaza chaman hai aur mai.n huu.n
Zakir Husain Husaini Zakir
Ghazal
hai ab to vo hame.n us sarv-e-siim-bar kii talab
ki taa.iraan-e-havaa se hai baal-o-par kii talab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
sab kuchh allaah ne de rakkhaa hai maal-o-zar-o-siim
hai.n magar ahl-e-duval aql-o-KHirad ke muhtaaj
Shauq Bahraichi
Ghazal
kyaa kaam hame.n maal-o-zar-o-siim se 'shaahid'
ham ahl-e-suKHan ahl-e-qalam ahl-e-zabaa.n hai.n
Hafeez Shahid
Ghazal
nargis kii zar-o-gul pe bhii vaa chashm-e-tama hai
is par ki zar-o-siim kaa us paas tabaq hai