SEARCH RESULTS
Showing search results for "tilsmaatii"
Ghazal MATCHES FOR "tilsmaatii"
Ghazal
tilsmaatii ko.ii qissa hai duniyaa
yahaa.n har din na.ii ik daastaa.n hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
naGma-o-saaz kii taasiir tilsmaatii hai
guu.nj rahtii hai shivaalo.n me.n bahut der talak
Muniruddin Sahar Saeedi
Ghazal
kuchh na kahte hu.e rakhtaa hai asar kahne kaa
in havaa.o.n kaa lab-o-lahja tilsmaatii hai
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
Shaida Sadaf
Ghazal
Zubair Shifai
Ghazal
KHvaabo.n kii tilsmaatii guphaa.o.n se nikal ke
dekho kabhii viiraana-e-jaa.n aa.nkh ko mal ke
Khawar Rizvi
Ghazal
mai.n tilsmaatii se ik jangal me.n huu.n
jinn hai baahar aur mai.n botal me.n huu.n
Sanjay Shukla Talkh
Ghazal
dekhe.n to chal ke yaar tilismaat-e-samt-e-dil
marnaa bhii pa.D gayaa to chalo mar bhii aa.e.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Gazab hu.aa jo a.ndhere me.n jal uThii bijlii
badan kisii kaa tilismaat kuchh dikhaa bhii gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
jaaduugarii kaa khel adhuuraa hii rah gayaa
darvesh ne shabiih-e-tilismaat kaaT dii
Tahir Faraz
Ghazal
jab aa ga.e hai.n shahr-e-tilismaat ke qariib
kyaa chaahtii hai nargis-e-biimaar dekh le.n
Aashufta Changezi
Ghazal
ham ko ronaa hai to ro le.nge kahii.n bhii jaa kar
husn kii bazm-e-tilismaat zaruurii to nahii.n
Gopal Krishn Shafaq
Ghazal
ye mo.ajaza hai ki mai.n raat kaaT detaa huu.n
na jaane kaise tilismaat kaaT detaa huu.n
Moid Rasheedi
Ghazal
ham parii-zaado.n me.n khele shab-e-afsuu.n me.n pale
ham se bhii tere tilismaat kaa 'uqda na khulaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
parde ko ta.ayyun ke dar-e-dil se uThaa de
khultaa hai abhii pal me.n tilismaat jahaa.n kaa