SEARCH RESULTS
Showing search results for "tourist"
Ghazal MATCHES FOR "tourist"
Ghazal
tauret kii qasam qasam injiil kii tujhe
tujh ko qasam zabuur kii furqaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
us pe utre the mohabbat ke sahiife lekin
ek kaafir kahaa.n tauraat kaa matlab samjhe
Komal Joya
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
jin ko muusaa kaa pataa hai na KHabar tuur kii hai
aise bad-baKHt bhii tauraat pe shak karte hai.n
Jabbar Wasif
Ghazal
naGma saa chhe.Dtii thii.n tajallii kii u.ngliyaa.n
tauret kaa nuzuul ba-lahn-e-zabuur thaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
sirf qur.aa.n ke alaava hai bhalaa kis kii majaal
jo ki tauraat se injiil se baate.n kar le
Faiz Khalilabadi
Ghazal
ek hasii.n fir.aun ko bazm-e-sher-o-suKHan me.n
merii Gazlo.n kii pustak tauraat lagii hai
Sher Afzal Jafri
Ghazal
detii hai yahii vaqt kii tauret gavaahii
zar kaa jo ujaalaa hai vo hai zar kaa a.ndheraa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Masood Hasan
Ghazal
parda-e-sher se bole hai miraa yaar 'sanaa'
mai.n hii qur.aan me.n injiil me.n tauraat me.n ho.n
Sana Gorakhpuri
Ghazal
jis baab me.n aasaar-e-Gazaalaan-e-ajam hai.n
tauret kaa qur.aan kaa vo baab hai siina