SEARCH RESULTS
Showing search results for "turshii"
Ghazal MATCHES FOR "turshii"
Ghazal
miTaa diye hai.n sab ehsaas uf re zauq-e-sharaab
suruur kam na ho turshii bhii gar milaa ke piyuu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
tiikhe taraaz zaaviye naT-khaT nachant a.ng
sundar sariir kaa.nch kii turshii sutuur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
eqtidaar ke bande jab hu.e hai.n matvaale
inqalaab kii turshii vaqt ne chakhaa.ii hai
Hasrat Kamali
Ghazal
lahje me.n us ke turshii bhii aisii kabhii na thii
dil is burii tarah miraa TuuTaa kabhii na thaa
Rasheed Hasrat
Ghazal
vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii
ki dhuup chhaa.nv kaa aalam rahaa judaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
ik satr bhii kabhii na likhii mai.n ne tere naam
paagal tujhii ko yaad bhii aataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
ye tiirgii mire ghar kaa hii kyuu.n muqaddar ho
mai.n tere shahr ke saare diye bujhaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
milne kii tarah mujh se vo pal bhar nahii.n miltaa
dil us se milaa jis se muqaddar nahii.n miltaa
Naseer Turabi
Ghazal
naqsh kii tarah ubharnaa bhii tumhii se siikhaa
rafta rafta nazar aanaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
sab ne milaa.e haath yahaa.n tiirgii ke saath
kitnaa ba.Daa mazaaq hu.aa raushnii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
jis qadar jigar KHuu.n ho kuucha daadan-e-gul hai
zaKHm-e-teG-e-qaatil ko turfa dil-kushaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tiirgii chho.D ga.e dil me.n ujaale ke KHutuut
ye sitaare mire ghar TuuT ke bekaar gire