SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuubaa"
Ghazal MATCHES FOR "tuubaa"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
teraa 'aashiq na ho aasuuda ba-zer-e-tuubaa
KHuld me.n bhii tire kuuche kii havaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tubaa-e-bahishtii hai tumhaaraa qad-e-ra.anaa
ham kyuu.nkar kahe.n sarv-e-iram kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tuubaa kii salsabiil kii kausar ke jaam kii
huur-o-qusuur-o-jannat-o-Gilmaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tuuba-e-jannat se us ko kaam kyaa hai huur-vash
jo ki hai.n aasuuda saa.e me.n tirii diivaar ke
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aaraam mujhe saaya-e-tuubaa me.n nahii.n hai
batlaa.o ki vo saaya-e-diivaar kahaa.n hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
yaa-rab kahaa.n gayaa hai vo sarv-e-shoKH-ra.anaa
hai chob-e-KHushk jis bin merii nazar me.n tuubaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
vo mere saamne tuubaa ko qad se maap chuke
unho.n ke naam-e-KHudaa taa-kamar nahii.n aataa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Hina Rizvi
Ghazal
sidra sarv sanobar-o-tuubaa kha.De kha.De
sar-gashta hai.n chaman me.n qad-e-yaar dekh kar
Havi Momin Abadi
Ghazal
is zamii.n me.n vo hai ik baaG lagaa ai 'inshaa'
jo ki tuubaa kii bhii choTii ko kutar letaa hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
loT thaa dil qaamat-e-dildaar par muddat hu.ii
naKHl-e-tuubaa par thaa apnaa aashiyaana yaad hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
kabhii tuubaa tire qaamat se na hogaa baalaa
baate.n kahne kii ye ai Gairat-e-shamshaad hai.n sab
Amanat Lakhnavi
Ghazal
binaa-e-mausam-e-Gam-haa-e-zaat hai duniyaa
ise tuu rashk-e-iram likh ki shaaKH-e-tuubaa likh