SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuul-e-amal"
Ghazal MATCHES FOR "tuul-e-amal"
Ghazal
gurez chaahiye tuul-e-amal se saalik ko
sunaa hai raah ye jaatii hai raahzan kii taraf
Nazm Tabatabai
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
tuul-e-amal kaa rasta mumkin nahii.n ki tai ho
manzil pe bhii pahu.nch kar manzil ko Dhuu.nDte hai.n
Nazm Tabatabai
Ghazal
tuul-e-amal pe dil na lagaanaa ki ahl-e-bazm
jaa.e.nge naa-tamaam ye afsaana chho.D kar
Nazm Tabatabai
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Barq Dehlvi
Ghazal
na sar-e-zulf milaa balbe daraazii terii
rishta-tuul-e-amal kaa bhii siraa paidaa ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
uljhaa na mire aaj kaa daaman kabhii kal se
maa.ngii na mire dil ne madad tuul-e-‘amal se
Akbar Allahabadi
Ghazal
gila-e-tishnagii-e-shauq hai ik tuul-e-amal
mil ga.e KHaak me.n aaKHir lab-e-saahil ho kar
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
visaal-o-hijr ke qisse kise sunaa.uu.n 'amal'
hai ko.ii jo mire zaKHmo.n kaa chaara-kaar kare
Amina Amal Idrisi
Ghazal
paarsaa ham-raah le jaa.e.nge pindaar-e-amal
ham to apne saath un kii KHaak-e-paa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
mahruumii-e-hayaat kaa hal Dhuu.nDte rahe
ya.anii adaa-e-husn-e-amal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
agarche tarz-e-amal us kaa naagavaar bhii thaa
magar vo mere tasavvur kaa shaahkaar bhii thaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hamaare fikr-o-amal par jumuud taarii hai
ba-tarz-e-shor-e-qayaamat shabaab aa.egaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
bichha.D ke shaam rahii tuul-e-umr tak goyaa
Thahar gayaa thaa jo lamha vo phir kahaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
KHayaal pursish-e-aamaal kaa nahii.n hai unhe.n
jo zer-dasto.n ko zer-e-itaab rakhte hai.n