SEARCH RESULTS
Showing search results for "ufuunat"
Ghazal MATCHES FOR "ufuunat"
Ghazal
bharii pa.Dii hai ufuunat se inch inch zamii.n
is ek phuul kii KHushbuu kidhar kidhar jaa.e
Naseem Abbasi
Ghazal
bharii pa.Dii hai ufuunat se inch inch zamii.n
us ek phuul se KHushbuu kidhar kidhar jaa.e
Naseem Abbasi
Ghazal
ik ishq kaa Gam aafat aur us pe ye dil aafat
yaa Gam na diyaa hotaa yaa dil na diyaa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
paamaal ham na hote faqat jaur-e-charKH se
aa.ii hamaarii jaan pe aafat ka.ii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
ifraat-e-ma.asiyat se faziilat milii mujhe
mai.n huu.n gunaahgaaro.n kii pahlii qataar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
mai.n chup rahaa ki isii me.n thii aafiyat jaa.n kii
ko.ii to merii tarah thaa jo daar par bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Farooqi
Ghazal
kyaa yaar kii bad-KHuu.ii kyaa Gair kii bad-KHvaahii
sarmaaya-e-sad-aafat hai dil hii kaa aa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
vahshat-e-zaKHm-e-vafaa dekh ki sar-taa-sar dil
baKHiya juu.n jauhar-e-teG aafat-e-giiraa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
jo Thaan liyaa dil me.n vo kar guzraa huu.n 'shahzaad'
aa.ii hu.ii sar par ko.ii aafat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Ghazal
tum laakh chaahe merii aafat me.n jaan rakhnaa
par apne vaaste bhii kuchh imtihaan rakhnaa