SEARCH RESULTS
Showing search results for "uksaane"
Ghazal MATCHES FOR "uksaane"
Ghazal
phir charaaG-e-laala se raushan hu.e koh o daman
mujh ko phir naGmo.n pe uksaane lagaa murG-e-chaman
Allama Iqbal
Ghazal
mere uksaane pe mai.n ne mujhe barbaad kiyaa
mai.n nahii.n meraa gunahgaar pa.Daa hai mujh me.n
Anjum Saleemi
Ghazal
taa.ero.n kii chahchahaahaT se hu.aa yuu.n dil gudaaz
mere ham-mashrab mujhe naGmo.n pe uksaane lage
Jameel Usman
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
zulm ke daur se ikraah-e-dilii kaafii hai
ek KHuu.n-rez baGaavat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
barbaad-e-mohabbat kii du.aa saath liye jaa
TuuTaa hu.aa iqraar-e-vafaa saath liye jaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo log mere bahut pyaar karne vaale the
guzar ga.e hai.n jo mausam guzarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
ab kisii lailaa ko bhii iqraar-e-mahbuubii nahii.n
in dino.n badnaam hai har ek diivaane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ba.Daa kariim hai 'iqbaal'-e-be-navaa lekin
ataa-e-shola sharar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
kitnii shiddat se bahaaro.n ko thaa ehsaas-e-ma.aal
phuul khil kar bhii rahaa zard KHizaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
qaraar dil ko sadaa jis ke naam se aayaa
vo aayaa bhii to kisii aur kaam se aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
ishq me.n KHud se mohabbat nahii.n kii jaa saktii
par kisii ko ye nasiihat nahii.n kii jaa saktii