SEARCH RESULTS
Showing search results for "uksaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "uksaane"
Ghazal
phir charaaG-e-laala se raushan hu.e koh o daman
mujh ko phir naGmo.n pe uksaane lagaa murG-e-chaman
Allama Iqbal
Ghazal
mere uksaane pe mai.n ne mujhe barbaad kiyaa
mai.n nahii.n meraa gunahgaar pa.Daa hai mujh me.n
Anjum Saleemi
Mazahiya Shayari
Hammad Hasan
Nazm
jhanDa uncha rahe hamara
josh se dil garmaane vaalaa
KHidmat par uksaane vaalaa
Mohammad Shafiuddin Nayyar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "uksaane"
Sher
yaad rakhnaa hii mohabbat me.n nahii.n hai sab kuchh
bhuul jaanaa bhii ba.Dii baat hu.aa kartii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Sher
Jamal Ehsani
Sher
tamaam raat nahaayaa thaa shahr baarish me.n
vo rang utar hii ga.e jo utarne vaale the
Jamal Ehsani
Nazm
ai sharif insano
KHuun apnaa ho yaa paraayaa ho
nasl-e-aadam kaa KHuun hai aaKHir
Sahir Ludhianvi
Nazm
kutte
ko.ii in ko ehsaas-e-zillat dilaa de
ko.ii in kii so.ii hu.ii dum hilaa de
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zulm ke daur se ikraah-e-dilii kaafii hai
ek KHuu.n-rez baGaavat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
barbaad-e-mohabbat kii du.aa saath liye jaa
TuuTaa hu.aa iqraar-e-vafaa saath liye jaa