SEARCH RESULTS
Showing search results for "umadte"
Ghazal MATCHES FOR "umadte"
Ghazal
tuu ne dekhe to bahut ho.nge umaDte saagar
merii aa.nkho.n se kabhii puuchh ki dariyaa kyaa hai
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
rok detaa huu.n umaDte hu.e tuufaa.n 'naasir'
qatra-e-ashk ko dariyaa nahii.n hone detaa
Nasir Zaidi
Ghazal
Jigar Barelvi
Ghazal
palaT kar yuu.n na dekho umaDte baadalo.n se
bahaar-e-be-KHizaa.n bhii saraktii chaa.ndnii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
umaDte shor ke sho.alo.n pe pa.D gayaa paanii
bas ek baat zaraa zor se kahii mai.n ne
Ghazala Tabassum
Ghazal
ik safiine ke tasaadum se ye dekhaa mai.n ne
roz umaDte hu.e tuufaan badal jaate hai.n
Zeb Bareilwi
Ghazal
is umaDte hu.e dariyaa se raqaabat kii havas
kaun maanegaa ki kashtii ye puraanii hai bahut
Sarfaraz Khalid
Ghazal
Mubeen Mirza
Ghazal
ulfat me.n dil umaDte hii sar tan se u.D gayaa
sar-posh josh-e-mai se na Thahraa maThor par
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
phir vahii dil me.n udaasii ke umaDte baadal
phir vahii silsila-e-KHaak-o-KHazaf khii.nchtaa hai
Qamar Siddiqi
Ghazal
Mubeen Mirza
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
KHayaal-e-taaza umaDte hai.n baadalo.n kii tarah
mujhe ye Gam ki miraa zarf-e-shaa.irii kam hai
Nami Ansari
Ghazal
nasheb-e-jaa.n se umaDte hai.n taaza-rau dariyaa
buland-baam makaano.n se ret u.Dtii hai
Khumar Mirzada
Ghazal
yakjaa hu.e yaado.n ke umaDte hu.e paikar
phir muntashir apnaa mujhe shiiraaza lagaa hai
Hazin Ludhianvi
Ghazal
bante hai.n umaDte hai.n baraste hai.n kahii.n aur
bilkul bhii bharose ke ye baadal nahii.n hote
Tasleem Sarvar
Ghazal
saro.n ke phuul kii baarish na tham sakii aaKHir
umaDte daar kaa saavan mire nagar me.n thaa