SEARCH RESULTS
Showing search results for "umde"
Ghazal MATCHES FOR "umde"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ye alag baat ki barse nahii.n garje to bahut
varna baadal mire sahraa.o.n pe umDe kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
daaman-e-yaar ne haq apnaa jataayaa na kabhii
ashk umDe bhii to palko.n me.n chhupaa.e ham ne
Sulaiman Areeb
Ghazal
aa.nkho.n me.n umDe ruuh kii nazdiikiyo.n ke saath
aisaa bhii ek duur kaa yaaraana chaahiye
Majeed Amjad
Ghazal
har-chand ashk-e-yaas jab umDe to pii ga.e
chamkaa falak pe ek sitaaraa kabhii kabhii
Asar Lakhnavi
Ghazal
ek aur daur kaa vo taqaazaa kidhar gayaa
umDe hu.e vo hosh ke dhaare kahaa.n ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
baada-nosho.n ke du.aa karte hii baadal umDe
aql hairaan hai zaahid kii ye hotaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
dil se umDe ashk-e-KHuu.n aa.nkho.n kii raah
josh-e-mai se KHum kaa Dhaknaa khul gayaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
chun ke ash.aar Gazal ke mai.n sunaa.uu.n kis ko
dil se umDe hu.e naGmaat kise pesh karuu.n
Nazar Barni
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
Ahsan Ahmad Ashk
Ghazal
be-barse guzar jaate hai.n umDe hu.e baadal
jaise unhe.n meraa hii pataa yaad nahii.n hai