SEARCH RESULTS
Showing search results for "umiid-e-mard-e-momin"
Ghazal MATCHES FOR "umiid-e-mard-e-momin"
Ghazal
ai mard-e-KHudaa ho tuu parastaar butaa.n kaa
maz.hab me.n mire kufr hai inkaar butaa.n kaa
Taban Abdul Hai
Ghazal
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
tirii ye jaa.n-fishaanii mard-e-momin
husuul-e-KHair kaa behtar sila hai
Fakhruddin Ghauri Faiz
Ghazal
ai 'momin' aap kab se hu.e banda-e-butaa.n
baare hamaare diin me.n hazrat bhii aa ga.e
Momin Khan Momin
Ghazal
daulat-e-fikr-o-'amal ko haath se jaane na de
mard-e-momin yaad rakh duniyaa tirii manzil nahii.n
Nasir Amrohvi
Ghazal
zamaane kii taraqqii tishna-e-takmiil hai yaa rab
abhii ik mard-e-momin kii kamii ma.aluum hotii hai
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
us se jalaa ke Gair ko ummiid-e-puKHtagii
lag jaa.e aag dil ke KHayaalaat-e-KHaam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
kaisii KHush-fahmii tumhe.n kis baat kaa Garra 'umiid'
aa ga.e hai.n aqrabaa vaqt-e-azaa.n hone lagaa
Ummeed KHwaja
Ghazal
jiinaa umiid-e-vasl pe hijraa.n me.n sahl thaa
martaa huu.n zindagaanii-e-dushvaar ke liye
Momin Khan Momin
Ghazal
mar chuk kahii.n ki tuu Gam-e-hijraa.n se chhuuT jaa.e
kahte to hai.n bhale kii va-lekin burii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
jannat me.n bhii 'momin' na milaa haa.e buto.n se
jaur-e-ajal-e-tafraqa-pardaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
umr saarii to kaTii ishq-e-butaa.n me.n 'momin'
aaKHirii vaqt me.n kyaa KHaak musalmaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
tark-e-sanam bhii kam nahii.n soz-e-jahiim se
'momin' Gam-e-ma.aal kaa aaGaaz dekhnaa