SEARCH RESULTS
Showing search results for "ummiid-vaar-e-daaman-e-rahmat"
Ghazal MATCHES FOR "ummiid-vaar-e-daaman-e-rahmat"
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
ummiid-vaar-e-lutf nahii.n hai.n kisii se ham
maayuus is liye bhii nahii.n zindagii se ham
Naresh Kumar Dard
Ghazal
qayaamat hai jo aise par dil-e-ummiid-vaar aa.e
jise va.ade se nafrat ho jise milne se aar aa.e
Bekhud Dehlvi
Ghazal
maayuus KHud-ba-KHud dil-e-ummiid-vaar hai
is gul me.n buu KHizaa.n kii hai ra.ng-e-bahaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
terii baKHshish hai to kyaa garmii-e-mahshar se KHatar
gosha-e-daaman-e-rahmat hai gunahgaar ke haath
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
daaman-e-dost ne boso.n se navaazaa 'rahmat'
mujh se behtar mire ashko.n kaa nasiiba niklaa
Rahmat Qarni
Ghazal
vus.at-e-daaman-e-rahmat kii qasam khaataa huu.n
uzr-e-taqsiir bhii daaKHil-e-had-e-taqsiir me.n hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
ummiid-vaar-e-chaah-e-zanaKHdaan-e-yaar huu.n
mai.n tishna-lab huu.n sharbat-e-diidaar kii qasam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ummid-vaar-e-vaada-e-diidaar mar chale
aate hii aate yaaro qayaamat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuchh idhar bhii hai.n ummiid-vaar-e-karam
mehrbaa.n is taraf bhii zaraa dekhiye
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
hamaare ashk-e-nadaamat piro.e jaa.e.nge
banegaa daaman-e-rahmat kisii ko kyaa ma.aluum
Nabiul Hasan Shamim
Ghazal
jo tere daaman-e-rahmat kii aabruu rakh le
mire kariim vahii ik gunaahgaar huu.n mai.n
Raushan Banarasi
Ghazal
hanuuz gosh-bar-aavaaz Gair hai ko.ii
umiid-vaar-e-azal ab tak intizaar me.n hai
Yagana Changezi
Ghazal
ummiid-vaar-e-dil ko yuu.n to.Dtaa hai ko.ii
ai dost bas na Thukraa nazraana-e-mohabbat
Kaukab Shahjahanpuri
Ghazal
aasii ko apne daaman-e-rahmat me.n dii jagah
allaah re karam mire rabb-e-kariim kaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
hashr ke din bhii gunaaho.n se na huu.ngaa sharmsaar
mu.nh chhupaane ko milegaa daaman-e-rahmat mujhe
Nabiul Hasan Shamim
Ghazal
taGaaful aap kaa sheva sahii magar kuchh to
KHayaal-e-KHaatir-e-ummiid-vaar honaa thaa