SEARCH RESULTS
Showing search results for "umr-e-ravaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "umr-e-ravaa.n"
Ghazal
haasil-e-umr-e-ravaa.n vo ek pal
jis me.n thaa pahlii nazar kaa ruup chhal
Abdul Majeed Bhatti
Ghazal
ik KHalish ko haasil-e-umr-e-ravaa.n rahne diyaa
jaan kar ham ne unhe.n naa-mehrbaa.n rahne diyaa
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
Khawer Eijaz
Ghazal
haasil-e-'umr-e-ravaa.n hai tirii furqat ham ko
lutf kuchh aur hai is me.n pa.e-vahshat ham ko
Osaama ameer
Ghazal
yuu.n bhii ham ma.arka-e-umr-e-ravaa.n se guzre
ik jahaa.n zer kiyaa ek jahaa.n se guzre
Gulamullah Afsoon Bhopali
Ghazal
tamaam umr-e-ravaa.n kaa ma.aal hairat hai
javaab jis kaa nahii.n vo savaal hairat hai
Tasneem Abidi
Ghazal
tamaam umr-e-ravaa.n kaa maal hairat hai
javaab jis kaa nahii.n vo savaal hairat hai
Tasneem Abidi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
qayaam umr-e-ravaa.n kaa musaafiraana hai
jahaa.n me.n rahte hai.n jab tak ki aab-o-daana hai
Mahaveer Parshad Anjum
Ghazal
mirii umr-e-ravaa.n hai aur mai.n huu.n
ye jins-e-raa.egaa.n hai aur mai.n huu.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
is kashaakash me.n yahaa.n umr-e-ravaa.n guzre hai
jaise sahraa se ko.ii tishna-dahaa.n guzre hai
Shorish kashmiri
Ghazal
Shakeel Gwaliari
Ghazal
kisii ne puuchhaa jo umr-e-ravaa.n ke baare me.n
to kyaa bataa.e.nge suud-o-ziyaa.n ke baare me.n
Tasneem Abidi
Ghazal
ai umr-e-ravaa.n garmii-e-raftaar kahaa.n tak
gardish me.n rahe.n suurat-e-parkaar kahaa.n tak
Fakhar Lala
Ghazal
kaavish-e-rozgaar ne umr-e-ravaa.n ko khaa liyaa
dasht-e-sukuut ne mire zamzama-KHvaa.n ko khaa liyaa
Tasneem Abidi
Ghazal
vo nahii.n biich to ye umr-e-ravaa.n kahtii hai
kyaa chaluu.n jab ko.ii mehvar se alaihada kar de
R P Shokh
Ghazal
Dawood Khan Raaz
Ghazal
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
chalii jo kashti-e-umr-e-ravaa.n to chalne dii
rukii to kashti-e-umr-e-ravaa.n se kuchh na kahaa
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
vo Dol Daale.n kisii kaar-e-paa.edaar kaa kyaa
jo be-sabaatii-e-umr-e-ravaa.n me.n rahte hai.n