SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqde"
Ghazal MATCHES FOR "uqde"
Ghazal
dil hu.aa kasmakash-e-chaara-e-zehmat me.n tamaam
miT gayaa ghisne me.n is uqde kaa vaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
gauhar ko aqd-e-gardan-e-KHuubaa.n me.n dekhnaa
kyaa auj par sitaara-e-gauhar-farosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
afsos ki dandaa.n kaa kiyaa rizq falak ne
jin logo.n kii thii dar-KHur-e-aqd-e-guhar a.ngusht
Mirza Ghalib
Ghazal
maanind-e-sub.ha uqde na dil ke kabhuu khule
jii apnaa kyuu.n ki uchTe na roze namaaz se
Meer Taqi Meer
Ghazal
baa-vasf-e-zabt-e-raaz mohabbat hai aashkaar
uqda hai dil kaa aqd-e-surayyaa kahe.n jise
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ko.ii ham se khulte hai.n band us qabaa ke
ye 'uqde khule.nge kisuu kii du'aa se
Meer Taqi Meer
Ghazal
misl-e-salaasil is me.n uqde hazaar-haa hai.n
Tuk pech-o-taab se mai.n dekhii.n na KHaalii zulfe.n
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
mutrib vo uThe parde saaqii vo khule uqde
haa.n yuu.n hii damaadam de paimaano.n pe paimaane
Josh Malihabadi
Ghazal
kis uqde ko is zulf kii kholaa nahii.n ham ne
suljhaayaa hai uljhaa hu.aa jo baal hu.aa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ab kahii.n TuuTaa hai baatil kaa tilism
haq ke uqde ab kahii.n ham par khule
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
tum aqd-e-musalsal se daadaa ko nahii.n roko
shaadii kii zaruurat to fitrat kaa taqaazaa hai
Khalid Irfan
Ghazal
dekh aqd-e-surayyaa hame.n anguur kii suujhii
kyuu.n baada-kashaa.n ham ko bhii kyaa duur kii suujhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
uqde khulte hii chale jaate hai.n har roz na.e
Gaaliban mahram-e-asraar abhii baaqii hai.n
Rahi Shahabi
Ghazal
shukr-sad-shukr ki uqde yuu.n hii hal hote ga.e
kaam pahu.nchaa na hamaaraa kabhii tadbiir talak
Meer Hasan
Ghazal
un kaa jhuumar dekh kar kahne lage ahl-e-zamii.n
dekh le ai aasmaa.n aqd-e-surayyaa ek aur
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
jab tak na khule.n mujh se tire husn ke uqde
hargiz havas-e-naafa-e-aahuu na karuu.n mai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
milte hii us se dil kii girah mere khul ga.ii
'uqde shakar ke jaise khule.n ruu-ba-ruu-e-shiir