SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqde"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "uqde"
Ghazal
dil hu.aa kasmakash-e-chaara-e-zehmat me.n tamaam
miT gayaa ghisne me.n is uqde kaa vaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
gauhar ko aqd-e-gardan-e-KHuubaa.n me.n dekhnaa
kyaa auj par sitaara-e-gauhar-farosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
afsos ki dandaa.n kaa kiyaa rizq falak ne
jin logo.n kii thii dar-KHur-e-aqd-e-guhar a.ngusht
Mirza Ghalib
Ghazal
maanind-e-sub.ha uqde na dil ke kabhuu khule
jii apnaa kyuu.n ki uchTe na roze namaaz se
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "uqde"
Ghazal
baa-vasf-e-zabt-e-raaz mohabbat hai aashkaar
uqda hai dil kaa aqd-e-surayyaa kahe.n jise
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ko.ii ham se khulte hai.n band us qabaa ke
ye 'uqde khule.nge kisuu kii du'aa se
Meer Taqi Meer
Nazm
tum hanste kyun ho
mai.n tumhaare ak.De hu.e jism par
apnii khulii hu.ii poro.n ko rakh detii huu.n
Azra Abbas
Ghazal
misl-e-salaasil is me.n uqde hazaar-haa hai.n
Tuk pech-o-taab se mai.n dekhii.n na KHaalii zulfe.n
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
mutrib vo uThe parde saaqii vo khule uqde
haa.n yuu.n hii damaadam de paimaano.n pe paimaane
Josh Malihabadi
Ghazal
kis uqde ko is zulf kii kholaa nahii.n ham ne
suljhaayaa hai uljhaa hu.aa jo baal hu.aa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ab kahii.n TuuTaa hai baatil kaa tilism
haq ke uqde ab kahii.n ham par khule

