SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdo"
Ghazal MATCHES FOR "urdo"
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
arz-o-samaa kahaa.n tirii vus.at ko paa sake
meraa hii dil hai vo ki jahaa.n tuu samaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ye mehr-o-maah arz-o-samaa mujh me.n kho ga.e
ik kaa.enaat ban ke ubharne lagaa huu.n mai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
urdu hai jis kaa naam hamii.n jaante hai.n 'daaG'
hindostaa.n me.n dhuum hamaarii zabaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
vo itr-daan saa lahja mire buzurgo.n kaa
rachii-basii hu.ii urdu zabaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
hausla ho to u.Do mere tasavvur kii tarah
merii taKH.iil ke gulzaar-e-jinaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mujhe bataa mai.n tirii KHaak ab kahaa.n rakh duu.n
ki 'zeb' arz-o-samaa me.n tiraa maqaam hai kyaa
Zeb Ghauri
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mere mahbuub kaa urdu se hai rishta kam-kam
mainuu.n aa.ndii na.ii.n punjabi te gal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
are-o jiite-jii dard-e-judaa.ii dene vaale sun
tujhe ham sabr kar lete agar mar ke judaa hotaa
Naushad Ali
Ghazal
haa.n kis ko sair-e-arz-o-samaa kaa hai ishtiyaaq
dhuunii phir us galii me.n ramaa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
shohrat kii fazaa.o.n me.n itnaa na u.Do 'saaGar'
parvaaz na kho jaa.e in uu.nchii u.Daano.n me.n