SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu adab magazines"
Ghazal MATCHES FOR "urdu adab magazines"
Ghazal
chaashnii urdu adab kii kam nahii.n hogii kabhii
ham buzurgo.n ke qalam ko thaam kar likhte rahe
Irfan Abidi Mantvi
Ghazal
zamaana urdu adab ko bhulaa na paa.egaa
banaa rahe hai.n vo tasviir apne haath se ham
Qadir Siddiqi
Ghazal
muKHaalif hu.e log urdu ke phir bhii
jahaa.n bhar me.n rutba hai urdu adab ka
Anwar Khan Anwar
Ghazal
urdu adab ko jis pe hamesha rahegaa naaz
iz.haar-e-fikr-o-fan kaa vo me'yaar hai Gazal
Barqi Azmi
Ghazal
paude hai.n urdu adab ke aab-o-daana Daaliye
aane vaale kal me.n saa.e aur samar ho jaa.e.nge
Bashir Mehtaab
Ghazal
adab kii mahfile.n aabaad hai.n dam se hamaare hii
hamaaraa baaG hai urdu adab 'baasir' fasaahat kaa
Basir Tonki
Ghazal
apne hasad kii aag me.n jaltaa rahaa 'aduu
merii u.Daan dekh ke kitno.n ke par jale
Mustafa Adeeb
Ghazal
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
KHushbuu ke thaamne ko ba.Dhaa.e hai.n haath 'adaa'
daamaan-e-aarzuu bhii sabaa-pairahan saa hai
Ada Jafarey
Ghazal
shiddat-e-raqs-e-aarzuu apnaa javaaz aap thii
merii nigaah par 'adaa' merii KHataa bhii kyuu.n khule
Ada Jafarey
Ghazal
kyaa ajab hai 'aarzuu' bhii jaan ab de de agar
aasraa ab tak to thaa is ko tumhaarii yaad kaa