SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu adab shumara number 001 magazines"
Ghazal MATCHES FOR "urdu adab shumara number 001 magazines"
Ghazal
dil-o-nazar ko na kuchh aur sogvaar kare.n
tum apnii yaado.n se kah do na be-qaraar kare.n
Neelu Megh Neelam
Ghazal
dono.n kii aarzuu me.n chamak barqaraar hai
mai.n us taraf huu.n aur vo dariyaa ke paar hai
Chitransh Khare
Ghazal
bhiigii bhiigii palko.n par ye jo ik sitaara hai
chaahato.n ke mausam kaa aaKHirii shumaara hai
Iqbal Ashhar
Ghazal
vo dil me.n aur qariib-e-rag-e-guluu bhii mile
zaraa saa lutf magar ham se ruu-ba-ruu bhii mile
Haneef Akhgar
Ghazal
kahii.n jo dil na lagaave.n to phir udaas phire.n
vagar lagaave.n to mushkil ki be-havaas phire.n
Meer Hasan
Ghazal
jalaa.e rakhne 'samad' apnii aarzuu ke charaaG
ajab nahii.n ki vo daaG-e-jigar shumaar kare.n
Samad Ansari
Ghazal
logo.n me.n dekh-bhaal kii aadat nahii.n rahii
yaa aa.ino.n kii shahr me.n qiimat nahii.n rahii
Shahnaz Noor
Ghazal
hote hote chashm se aaj ashk-baarii rah ga.ii
aabruu baare tirii abr-e-bahaarii rah ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Farigh Bukhari
Ghazal
Aftab Ahmad
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mere liye vajuud kaa dariyaa saraab thaa
naakaamiyo.n ke baab me.n mai.n kaamyaab thaa
Sahba Akhtar
Ghazal
dost KHush hote hai.n jab dost kaa Gam dekhte hai.n
kaisii duniyaa hai ilaahii jise ham dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
zabt-e-alam se ishq kaa charchaa sivaa hu.aa
aashob-rozgaar dil-e-mubtalaa hu.aa
Nazish Badayuni
Ghazal
rahii firaaq me.n bhii shakl ruu-ba-ruu terii
shabiih khii.nchii tasavvur ne huu-ba-huu terii