SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu ghazal ke kuchh"
Ghazal MATCHES FOR "urdu ghazal ke kuchh"
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
urdu Gazal ke naam pe chalte hai.n chuTkule
Gaalib ke faiz 'miir' kii us saahirii kii KHair
Ajay Sahaab
Ghazal
urdu Gazal ke dam se vo tahziib bach ga.ii
miTne kaa jis ke gul thaa fanaa ke baGair bhii
Hasan Naim
Ghazal
jagte rahe hai.n saath hii aksar tamaam shab
merii Gazal ke kuchh na.e ash.aar aur mai.n
Ghazala Tabassum
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
na.ii zamiin nayaa falsafa talaash karo
na.ii Gazal ke liye kuchh nayaa talaash karo
Gyanendra Pathak
Ghazal
Amanullah Khalid
Ghazal
silsile pyaar ke kuchh aur ghaTe.nge shaayad
faasle dil ke abhii aur ba.Dhe.nge shaayad
Shams Faridee
Ghazal
jab bhii tirii qurbat ke kuchh imkaa.n nazar aa.e
ham KHush hu.e itne ki pareshaa.n nazar aa.e
Sadique Naseem
Ghazal
saamne baiTh ke kuchh baat bhii ho saktii hai
aap chaahe.n to mulaaqaat bhii ho saktii hai
Masoom Ansari
Ghazal
KHayaal-o-fikr ke kuchh zaaviye talaash karo
Gazal kaho to na.e qaafiye talaash karo
Wasif Farooqi
Ghazal
yaado.n ke kuchh charaaG bujhaa.e nahii.n ga.e
haa.e dil-o-dimaaG se saa.e nahii.n ga.e
Mukesh Sharma Manmauji
Ghazal
ye silsile bhii rifaaqat ke kuchh ajiib se hai.n
ki duur duur ke manzar bahut qariib se hai.n