SEARCH RESULTS
Showing search results for "urs"
Ghazal MATCHES FOR "urs"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
maal jab us ne bahut radd-o-badal me.n maaraa
ham ne dil apnaa uThaa apnii baGal me.n maaraa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Zaka Meer Aulad Mohammad Khan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bhuul kar bhii ko.ii letaa nahii.n ab naam-e-vafaa
ishq is shahr me.n gardan-zadanii ho jaise
Shahzad Ahmad
Ghazal
narm aaGosh shafaq ho.nT gulaabii chehraa
ham se ye irs-e-javaanii bhii bulaa.ii na ga.ii
Rasikh Shahid
Ghazal
bad-tar KHizaa.n se hai hame.n is baaG kii bahaar
bo.ii nifaaq phuul me.n hii zahr phal me.n hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
us ke saudaa.iyo.n ko naam-o-nishaa.n se matlab
be-nishaa.n log hai.n ye ishq-o-mohabbat vaale
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
Baldev Raaj
Ghazal
ishq me.n kamtar ha.nse aur beshtar royaa kiye
ek shab kaa lutf barso.n yaad kar royaa kiye