SEARCH RESULTS
Showing search results for "uzv-e-tanaasul"
Ghazal MATCHES FOR "uzv-e-tanaasul"
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
raah-e-talab me.n azm-e-tajassus javaa.n rahe
manzil jo be-nishaa.n hai mirii be-nishaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
ik dastaKHat se ho ga.ii.n taqsiim sarhade.n
ik dastaKHat se uzv-e-vatan le liyaa gayaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
maahaul se jaise ki ghuTan hone lagii hai
be-kaifiyatii uzv-e-badan hone lagii hai
Husain Taj Rizvi
Ghazal
vo jo uzv-e-badan kii tarah saath the
yaad hai.n aaj bhii un kii parchhaa.iyaa.n
Daood Kaashmiri
Ghazal
mai.n ek ja.ng KHud apne KHilaaf la.Dtaa hu.aa
tamaam azv-e-badan mujh se ghaat karte hu.e
Khurshid Talab
Ghazal
har uzv-e-badan hai tiraa naayaab-e-zamaana
mauhuum dahan se bhii ziyaada hai kamar aur
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
kuchh junuu.n kii sarfaroshii kuchh KHirad kaa baa.nkpan
varna hai uzv-e-mu.attal aalam-e-asbaab bhii
Syed Amin Ashraf
Ghazal
har uzv-e-badan se vo kiran phuuT rahii hai
sharmaa.e qamar bhii ki tirii zaat hai kuchh aur
Saeedullah Shad
Ghazal
kyaa dhoka nayaa ko.ii khaayaa hai mohabbat me.n
har uzv-e-badan us kaa tharraayaa hu.aa saa hai
Javed Jamil
Ghazal
ham mai-kasho.n ko pii kar ye infi.aal aayaa
ra.asha pa.Daa hu.aa hai ek ek uzv-e-tan me.n
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
har uzv-e-badan ek se hai ek tiraa KHuub
siine kii safaa.ii se hai chehre kii safaa KHuub
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
har ek uzv-e-badan us kaa hai misaalii 'shaad'
qariib rah ke bahut dilrubaa ke dekhaa hai
Saeedullah Shad
Ghazal
aavaaz chalii aatii hai har ‘uzv-e-badan se
kyaa KHuub hai ye baat na karne kaa saliiqa
Khursheed Farooqui
Ghazal
sab uzv-e-badan sham-e-sifat bah ga.e gal kar
is sozish-e-dil ne mujhe sailaab banaayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
har ek uzv-e-badan kah rahaa hai roz-e-jazaa
KHudaa se teraa har ek inhiraaf kah duu.ngaa
Iqbal Ahmad Khan Arif
Ghazal
vo aa.ina-tan aa.ina phir kis liye dekhe
jo dekh le mu.nh apnaa har ik uzv-e-badan me.n
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
charaaG kartaa huu.n apnaa har ek azv-e-badan
taras gayaa huu.n Gam-e-laa-zavaal dekhne ko