SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaabasta-e-darbaar"
Ghazal MATCHES FOR "vaabasta-e-darbaar"
Ghazal
ko.ii pahle to ko.ii baad me.n ayyaar hu.aa
apnii KHvaahish pe jo vaabasta-e-darbaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
ham log to vaabasta-e-yak-taar-e-nazar the
maa'luum nahii.n is ke sivaa bhii ko.ii lau thii
Akhtar Usman
Ghazal
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
nit rahe vaabasta-e-zanjiir-e-zulf-e-mahvishaa.n
firqa ushshaaq me.n apnaa yahii baanaa rahaa
Hassamuddin Haider Nami
Ghazal
mai.n boriyaa-nashiin Gariib-ul-vatan faqiir
hairaa.n thaa shaan-o-shaukat-e-darbaar dekh kar
Husain Taj Rizvi
Ghazal
mai.n us nigah-e-naaz kaa mahkuum huu.n 'saalik'
vaabasta-e-ahkaam-e-qazaa ho nahii.n saktaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
ho.nge sitam ke haatho.n giraftaar be-gunaah
tauhiin-e-adl bar-sar-e-darbaar dekhnaa
Ghazal Jafari
Ghazal
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
jin kii saarii zindagii darbaar-daarii me.n kaTii
un ko rusvaa bar-sar-e-darbaar honaa thaa hu.e
Mohsin Ehsan
Ghazal
Hassan Ahmad Awan
Ghazal
sab shaa.iraa.n KHariida-e-darbaar ho ga.e
ye vaaqi.a to daaKHil-e-diivaan chaahiye