SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaahime"
Ghazal MATCHES FOR "vaahime"
Ghazal
yaqiin kar lo to aa.e.nge sab nazar apne
tumhaare dil me.n kajii vaahime se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
musaafiro.n ko ka.ii vaahime sataate hai.n
Thaharte kyaa ki dariicho.n me.n to diyaa hii na thaa
Aslam Ansari
Ghazal
kar gayaa hai dil ko har ik vaahime se be-niyaaz
ruuh ko lekin ajab sii be-qaraarii de gayaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
bad-gumaa.n 'ishq ko sad vahm-o-yaqii.n ke khaTke
shoKHii-e-chashm suKHan-saaz hai Gammaaz judaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vo bhii ik shaam thii jab saath chhuTaa thaa us kaa
vaahime dil me.n sar-e-shaam dar aate hai.n ka.ii
Fuzail Jafri
Ghazal
ye vaahime bhii ajab baam-o-dar banaate hai.n
havaa kii shaaKH pe KHushbuu kaa ghar banaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
apne hii vaahime ke sab hai.n utaar aur cha.Dhaav
na samundar hai na tuufaa.n hai ye ma.aluum hu.aa
Saba Akbarabadi
Ghazal
ye manzilo.n ke sabhii vaahime machaa.e.n shor
magar hai kis liye har rahguzaar chup KHaamosh
Fauziya rabab
Ghazal
jab vaahime aavaaz kii buniyaad se nikle
ghabraa.e hu.e ham suKHan-aabaad se nikle
Mohsin Asrar
Ghazal
ye vaahime se mire dil me.n be-sabab to nahii.n
tirii KHamoshii me.n inkaar saa.ns lete hai.n
Zubair Qaisar
Ghazal
haa.n tujh se bevafaa.ii kii ummiid to nahii.n
par sach kahuu.n to dil me.n ka.ii vaahime hai.n yaar
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
ye kaise KHauf hamaare dilo.n se chimTe hai.n
ye kaise dil hai.n jinhe.n vaahime sataate hai.n
Shams Khaalid
Ghazal
guu.njtaa maahaul vahshii vaahime jangal safar
uf ye kaalii raat jo meraa muqaddar ho gayaa